मंगलवार, मई 11, 2010
Housale ho buland
Housale ho buland to har muskil ko aashan bana dege,
chhoti tahaniyo ki kya bisat, hum bargad ko hila dege.
wo aur hai jo naith jate hai thak kar manjil se pahle,
hum buland housalo ke dum par aashma ko jhuka denge.
Woh College ke din....
Kuch baate bhuli hui,
kuch pal beete hue,
Har galti ka ek naya bahana,
aur fir sabki nazar me aana,
Exam ki puri raat jagna,
fir bhi sawal dekhke sar khujana,
Mauka mile to class bunk marna,
fir doston k sath canteen jana
USKI ek jhalak dekhane roj college jana,
usko dekhte dekhte attendance bhul jana,
Har pal hai naya sapna,
aaj jo tute fir bhi hai apna,
Ye college ke din,
In lamho me jindagi jee bhar ke jeena,
Yaad karke in palon ko,
Fir jindagi bhar muskurana
सदस्यता लें
संदेश (Atom)